DaaruDiljit DosanjhMastiPunjabi to HindiPyaar

5 Taara – Diljit Dosanjh Lyrics Meaning in Hindi

Is gaane me kavi apne break up ke baad apni ex ka gussa 5 star bar me baith kar nikal rahe hain. Apne saath hui saari baton ko yaad karte huye bata rahe hain ki kya kya emotions the, kya kya red flags the jo unhone ignore kiye and kya kya tareeke apna rahe hain move on karne ke liye.

Singer – Diljit Dosanjh
Lyrics – Ranbir Singh
Music – Jatinder Shah 

Hindi me meaning, para by para:

Peg peg karde ne bottle main chadi
Tu ki sanu chaddna ni assi chaddi yaari!

Ek ek peg pee kar maine poori bottle chadha li
Tum kya chhodogi mujhe, mai tumhe chhodta hoon!

Raat peeke daru naare
Yaara paaye ni khilare
Tenu dil vichhon kadd ke main seena thaareya
Ni tera saara gussa!

Kudi, kal raat ko daaru pee kar
Thoda shor sharaba aur tod fod kar di
Tum ko dil se nikal kar seene ko thodi thandak aai
Tumhara saara gussa (jo gussa mere ko tum par aa raha hai)!

Panj taara theke uthe beh k taareya
Main tera saara gussa (x3)

5 star theke (bar) par baith kar,
Tumhare upar jo gussa aa raha tha usko nikala

Feeling ch sun le romantic song ni,
Tere naal yaari sochi baitha live long ni,
Pyaar da bukhar tenu ohna chir chadheya,
Jinna chir jatt di si jeb strong,
Haye ni jeb strong ni!

Pyaar me pad kar romantic song sunta tha,
Soch baitha tha k apna pyaar zindagi bhar chalega
Lekin tumhara pyaar ka bukhar tab tak hi tha
Jab tak jatt k jeb (pocket) me paise the!
Bus jab tak jeb me paise the!

Tere naal si khichaiyan
Facebook te main paaiyan
Tere naal khichvaiyan
Facebook te main paaiyan
Teri kalli kalli photo te delete maareya
Ni tera saara gussa!

Tumhare saath jo photos khichwai thi
Unko Facebook par daala tha
Tumhare saath jo photos khichwai thi
Unko Facebook par daala tha
Tumhari ek ek photo ko delete kiya
Tumhara saara gussa (jo gussa mere ko tum par aa raha hai)!

Panj taara theke uthe beh k taareya
Main tera sara gussa  (x3)

5 star theke (bar) par baith kar,
Tumhare upar jo gussa aa raha tha usko nikala

Chak ve brand jehde paundi ghaint ghaint ni
Giftaan ch deke bajja yaara da hi band ni
Sanu refuse keeta choose tu velaitiya aa
Khufiya reportan ni tu jana England
Haye ni jana England ni!

Mehenge brands jo mast mast se tum pehenti ho
Gifts dene me yaar ka band baj gaya
Mujhko na kar k tumne vilayati ko shaadi k liye chuna
Khufiya reports se mujhe pata chala k tum England ja rahe ho (shaadi k baad shift ho rahi ho)
England ja rahe ho!

Jhoothe kar kar hug chali jatt nu tu thag
Jhoothe kar kar hug Ranbir nu gayi thag
Mera karke hawai paariyan hi saareya
Ni tera sara gussa aaha

Jhoothe hugs de kar, tum jatt ko thug k ja rahi ho
Jhoothe hugs de kar, tum Ranbir (lyricist) ko thug k ja rahi ho
Mere ko hawai pyaar (flying kiss) de kar ghumati rahi
Tumhara saara gussa (jo gussa mere ko tum par aa raha hai)!

Panj taara theke uthe beh k taareya
Main tera sara gussa  (x3)

5 star theke (bar) par baith kar,
Tumhare upar jo gussa aa raha tha usko nikala

Leave a Comment