Punjabi to Hindi

Mann Meriyan – Lyrics Meaning in Hindi – Tahir Abbas

Gayak: Tahir Abbas  
Sangeetkaar: Kamran Akhtar 
Geetkaar: Tahir Abbas, Ali Sajid 

Koi ishq Nu Rab Akhy  
Koi Ishq Akhy Raam  
Kary Kamla jhala te  
Kar dewy Ishq Badnam  

Koi ‘ishq/pyaar’ ko ‘bhagwaan’ bolta hai 
Koi ‘ishq’ ko ‘Ram’ bolta hai 
Kar deta hai pagal, jhala 
Aur kar deta hai pyaar ko badnam 

Chaana ve me tan teri hain   
Maan meriyan  
chad yar zamna jo v kehda 
Chaana ve me tan teri hain   
Maan meriyan 
chad yar zamna jo v kehda 

Channa main toh aapki hu 
Meri sunno 
Chodo dost, yeh duniya joh bhi keh rahi hai 
Channa main toh aapki hu 
Meri suno 
Chodo dost, yeh duniya joh bhi keh rahi hai 

Ramz ye koi bhe samjh na pay  
Kary jo tamna iski jaan se wo jaye 
Ramz ye koi bhe samjh na pay  
Kary jo tamna iski jaan se wo jaye 

Rahasya yeh koi bhi samajh nahi pata hai 
Joh tamanna karta hai iski, voh jaan se chala jata hai (apni zindagi kho baitheta hai) 
Rahasy yeh koi bhi samajh nahi pata hai 
Joh tamna karta hai iski, voh jaan se chala jata hai 

Neno k khumaro ko  
Loot le baharo ko 
Ishq tahnah chalta hai  
Dhoundy na saharo ko  
Man ka ye moji hai  
Karta ye rogi hai  
Dill k sehrao ka banjara  
Jogi hai  

Aankhon ke khumar ko 
Loot leta hai baharo ko 
Ishq akela hi chalta hai 
Sahare ko nahi dhundta hai 
Mann ka yeh mouji hai 
Yeh rogi bana deta hai 
Dil ki khwashiyon ka banjara  
Jogi hai yeh 

Ni chalya teriyan  
Mann Meriyan  
Chad yar zamana jo vi kehnda  
Chana ve main te teri hain  
Mann meriyan  
Chad yar zamana jo v kehnda 

Aapki nahi chalengi 
Meri sunno 
Chodo dost, yeh duniya joh bhi keh rahi hai 
Channa main toh aapki hu 
Meri sunno 
Chodo dost, yeh duniya joh bhi keh rahi hai 

Aas teri jab se hai maan ko lagai  
Chen din ka raton ki hai nend gawai 
As teri jab se hai maan ko lagai  
Chen din ka raton ki hai nend gawai  

Aapki aas (hope) jab se mann me lagayi hai 
Chain din ka aur raat ki neend, kho baitha hu 
Aapki aas jab se mann me lagayi hai 
Chain din ka aur raat ki neend, kho baitha hu 

Jaan hail Labo pe aai  
Chor do ye bewafai 
Sansy tham rahen hain ab to  
Maan jao oo harjai  
Na or dewana kar na koi bahana kar  
Yaa apna keh de tu  
Yaa sub se begana kar 

Jaan honton tak aa gayi hai 
Chodh do yeh bewafai 
Saanse ruk rahi hai ab 
Maan jao, mere payaare 
Na aur dewaana banao na koi bahana banao 
Yaa toh apna keh do mujhe 
Ya fir sab se alag kar do 

Na kar herra pheriyan  
Maan meriyan  
Chad yar zamana jo v kehnda  
Chaana ve me tan teri hain   
Maan meriyan  
Chad yar zamna jo v kehda 

Hera pheri mat karo 
Meri sunno 
Chodo dost, yeh duniya joh bhi keh rahi hai 
Channa main toh aapki hu 
Meri sunno 
Chodo dost, yeh duniya joh bhi keh rahi hai 

Leave a Comment