Bollywood

Maan Meri Jaan (Afterlife) – Lyrics Meaning in Hindi – Nick Jonas & King

Gayak: Nick Jonas & King
Sangeetkaar: Nick Jonas & King
Geetkaar: Nick Jonas & King

Main teri aankhon mein udasi
Kabhi dekh sakta nai
Tujhe khush main rakhunga sohneya
Main tere hothon pe khamoshi
Kabhi dekh sakta nai
Saari baatein main sununga sohneya

Main aapki aankhon me udasi
Kabhi dekh nahi sakta
Aapko main khush rakhunga, meri jaan
Main aapke honthon par khamoshi
Kabhi dekh nahi sakta
Main aapki sabhi baatein sunuga, meri jaan

Don’t let the sun come up
If I can’t leave with your love
Don’t go when the nights still young
I need you near

Suraj ko aane mat do
Agar main aapke pyaar ke sath nahi jaa sakta
Abhi mat jao abhi toh raat jawan hai
Mujhe aap mere paas chahiye

Meri jaan toone mujhko pagal hai kiya
Mera lagda na jiya tere baghair

Meri jaan apne mujhe pagal kar diya hai
Mera mann nahi lagta hai aapke bina

Yeah this is how it starts
Your body in my arms
Running right through my veins
All the way up to my heart

Haan yeh aise shuru hota hai
Aap meri baahon me
Meri nason me daud rahi ho
Seedha mere dil tak

Tu maan meri jaan
Main tujhe jaane na dunga
Main tujhko apni aankhon mein
Basa ke rakhunga
Tu maan meri jaan

Aap maano meri jaan
Main aapko jaane nahi dunga
Main aapko apni aankhon me
Basa ke rakhunga
Aap maano meri jaan

Love like a satellite
All of the stars align
No one but you and I

Upgrah ki tarah pyaar
Saare taare ek kataar me
Koi bhi nahi bas aap aur main

From now till the afterlife
Love like a satellite
All of the stars align
No one but you and I
From now till the afterlife

Abhi se lekar marne ke baad ke jeevan tak
Upgrah ki tarah pyaar
Saare taare ek kataar me
Koi bhi nahi bas aap aur main
Abhi se lekar marne ke baad ke jeevan tak

I would walk miles through the driest desert
Just to dry a tear from your eyes
I would say no to the gates of heaven
If that meant I left you behind
Every touch is a sweet surrender
Every moment with you a treasure
When we puttin’ our lips together
I know I could hold you forever
Forever forever

Main lamba safar tay karunga sabse sukhe registaan se
Bas aapki aankhon se aasun sukhane ke liye
Main swarg ke darwaaze ko bhi mana kar dunga
Agar iska matlab ki mujhe aapko chhodna padhega
Har sparsh ek meetha samarpan hai
Har pal aapke sath keemati hai
Jab hum apne hontho ko milate hai
Mujhe pata hai ki main aapko hamesha ke liye pakad sakta hu
Hamesha hamesha ke liye

Meri baahon mein aake tu jaana nahi
Aisi rab se main mangun dua

Meri baahon me aakar aap jaana nahi
Aisi prarthana bhagwaan se karta hu

Don’t let the sun come up
If I can’t leave with your love
Don’t go when the nights still young
I need you near

Suraj ko aane mat do
Agar main aapke pyaar ke sath nahi jaa sakta
Abhi mat jao abhi toh raat jawan hai
Mujhe aap mere paas chahiye

Meri jaan toone mujhko pagal hai kiya
Mera lagda na jiya tere baghair

Meri jaan aapne mujhe pagal kar diya hai
Mera maan nahi lagta hai aapke bina

Tu maan meri jaan
Your body in my arms
Running right through my veins
All the way up to my heart

Aap maano meri jaan
Aap meri baahon me
Meri nason me daud rahi ho
Seedha mere dil tak

Tu maan meri jaan
Main tujhe jaane na dunga
Main tujhko apni aankhon mein
Basa ke rakhunga
Tu maan meri jaan

Aap maano meri jaan
Main aapko jaane nahi dunga
Main aapko apni aankhon me
Basa ke rakhunga
Aap maano meri jaan

Love like a satellite
All of the stars align
No one but you and I
From now till the afterlife

Upgrah ki tarah pyaar
Saare taare ek katar me
Koi bhi nahi bas aap aur main
Abhi se lekar marne ke baad ke jeevan tak

Love like a satellite
All of the stars align
No one but you and I
Tu maan meri jaan

Upgrah ki tarah pyaar
Saare taare ek kataar me
Koi bhi nahi bas aap aur main
Aap maano meri jaan

Leave a Comment