MastiPunjabi to HindiRavneet Singh

Mashallah – Lyrics Meaning in Hindi – Ravneet Singh

Singer and Lyrics: Ravneet Singh
Music: Sumneet & Vee

Qatil adawan ne
Chehra ae masoom
Tethon thalle pariyan ne
Top te billo tu

Qaatil adayein hain
Aur chehra hai masoom
Pairon ke neeche pariyaan hain
Sabse upar kudi tum!

Killer adaa tere te fida
Dekh ke tainu sohniye chadhda nasha
Ghumda tere pichhe ni banke
Banke jhalla, jhalla

Tumhari kaatil ada par fida
Tumhe dekh kar kudi chadhta hai nasha
Tumhare peeche ghumta hoon banke
Ban ke deewana

Nakhra tera kalla kalla
Haaye ni mashallah x(2)

Tumhara ek ek nakhra
Mashallah hai! (bahut khoob hai)

Jaan leva tor teri
Classy taur teri
Wonderfull gallan ne
Aa banja hoor meri
Justzu tu meri
Aarzoo tu meri
Aaja zindagi mein
Na na, na na kar deri

Tumhari chaal jaan leva hai
Tumhari adayein high class hain
Tumhare gaal badhut khoob hai
Aao meri pari ban jao
Tum meri zustzu (khoj) ho
Tum meri aarzoo ho
Zindagi me aa jao
Bilkul der mat karo

Rehna ae naal tere
Je na manni main reh loon kalla

Tumhare saath rehna hai
Agar tum nahi maani to akela reh lunga (par ksi au eke saath nahi)

Nakhra tera kalla kalla
Haaye ni mashallah x(2)

Tumhara ek ek nakhra
Masha allah hai!

Meethi awaz teri deti sukun
Pal bhar ki doori tadpaye kyun
Dariya dariya dariya
Teri aakhon ka dariya
Zariya zariya zariya
Ek tu hi hai zariya

Tumhari meethi aawaaz dil ko sukoon deti hai
Par bhar ki doori bhi tadpati hai
Dariya
Tumhari aankhon ka dariya
Zariya (rasta)
Tum hi ho ek zariya

Shiddat se chahunga tujhko tujhko tujhko
Kehnda Ravneet apna lai mujhko
Pauna dimond da ni tainu, tainu challa

Shiddat se chahunga tumko
Ravneet (singer) keh raha hai ki apna bana lo mujh ko
Tumhe dunga ek heere (diamond) ka challa

Nakhra tera kalla kalla
Haaye ni mashallah x(3)

Tumhara ek ek nakhra
Masha allah hai!

Leave a Comment