Jassa DhillonPunjabi to HindiPyaar

Love Bite – Lyrics Meaning in Hindi – Jassa Dhillon

Gayak: Jassa Dhillon
Sangeetkaar: Kelly
Geetkaar: Jassa Dhillon

Kitne hai armaan ye kaise dikhau
Bhulu main khud ko ya tujhko bhulaun
Kaise batau kyu tujho chahoon
Kuchh bhi nahin hai kya main lutau

Kitney armaan hai kaise dikhao
Bhulu main apne aap ko ya aapko bhul jayu
Kaise batau kyon aapko chahata hu
Kuch bhi nahi hai kya main kutau

Tere bina hai ye bikhri javani
Main tera dilbar tu meri rani

Aapke bina yeh jawani bikhri hui hai
Main aapka dilbar hu aap meri rani ho

Khwabon ki duniya hai
Aankho main paani
Main tera dilbar tu meri rani
Main tera dilbar tu meri rani

Khawabon ki duniya hai
Aankhon me paani hai
Main aapka dilbar hu aap meri rani ho
Main aapka dilbar hu aap meri rani ho

Na to sabar hai na koi darr hai
Zinda bhi hai hum tu bekhabar hai
Kaise ktega ye lamba safar hai
Chota sa dil hai wahi tera ghar hai

Na toh sabar hain a koi darr hai
Hum zinda bhi hai ya nahi aap bekhabar ho
Kaise katega yeh safar lambha hai
Chota sa dil hai wahi aapka ghar hai

Maloom hai mujhko ke tu bhi dewani
Main tera dilbar tu meri
Main tera dilbar tu meri rani

Malum hai mujhe ki aap bhi dewaani ho
Main aapka dilbar hu aap meri
Main aapka dilbar hu aap meri rani ho

Khwabon ki duniya hai
Aankho main paani
Main tera dilbar tu meri rani
Main tera dilbar tu meri rani
Main tera dilbar

Khawabon ki duniya hai
Aankhon me paani hai
Main aapka dilbar hu aap meri rani ho
Main aapka dilbar hu aap meri rani ho
Main tera Dilbar hu

Leave a Comment