Nazaraa – Lyrics Meaning in Hindi – Wadali Brothers
Gayak: Wadali Brothers
Sangeetkaar: AAR BEE & Sufi Bhatt
Geetkaar: Fida Batalvi (K.Sharanjit Singh)
Agar Na Hota Ishq Muzaaazi
Yaar Kabhi Na Hota Raazi
Dekhte Reh Gaye Pandit Kaazi
Ishq Ki Le Gaye Aashiq Baazi
Agar pyaar na hota toh
Mera pyaar (premi) kabhi nahi manata
Pandit aur kaazi dekhte hi reh gaye
Aashiq apne pyaar ko le hi udhe
Mahiya Mahiya Mere Mahiya Mahiya
Mere Mahiya Mahiya Mere Mahiya
Mahiya Mahiya Mere Mahiya Mahiya
Mere Mahiya Mahiya Mere Mahiya
Jab Dekha Maine Yaar Ka Nazaraa
Jab Dekha Maine Yaar Ka Nazaraa
Jab maine apne pyaar ko dekha
Jab maine apne pyaar ko dekha
Yaar Vicho Rab Disseya
Oh Rab Disseya
Yaar Vicho Rab Disseya
Mujhe mere pyaar mein bhagwaan nazar aya
Bhagwaan nazar aya
Mujhe mere pyaar mein bhagwaan nazar aya
Karun Sajde Hazaar Tujhe Yaara
Karun Sajde Hazaar Tujhe Yaara
Maine hazaar baar aapka sajda karunga, mere pyaar
Maine hazaar baar aapka sajda karunga, mere pyaar
Yaar Vicho Rab Disseya
Oh Rab Disseya
Yaar Vicho Rab Disseya
Mujhe mere pyaar mein bhagwaan nazar aya
Bhagwaan nazar aya
Mujhe mere pyaar mein bhagwaan nazar aya
Rab Dekha Nahi Dekha Maine Yaar Ko
Ho Oh O Rab Dekha Nahi Dekha Maine Yaar Ko
Sach Kehti Hu Sare Sansar Ko
Ho Sach Kehti Hu Sare Sansar Ko
Sare Sansar Ko
Maine bhagwaan nahi dekha hai par maine apna pyaar dekha hai
Maine bhagwaan nahi dekha hai par maine apna pyaar dekha hai
Sach kehti hu maine poori duniya se
Sach kehti hu maine poori duniya se
Poori duniya se
Kisi Aur Ko Na Dekhna Gawara
Kisi Aur Ko Na Dekhna Gawara
Mujhe kisi aur ko dekhna ab achcha nahi lagta hai
Mujhe kisi aur ko dekhna ab achcha nahi lagta hai
Yaar Vicho Rab Disseya
Oh Rab Disseya
Yaar Vicho Rab Disseya
Mujhe mere pyaar mein bhagwaan nazar aya
Bhagwaan nazar aya
Mujhe mere pyaar mein bhagwaan nazar aya
Rab Rooth Jaye Yaar Kabhi Roothe Na
Rab Rooth Jave Yaar Kabhi Roothe Na
Dori Ishq Wali Fida Kabhi Toote Na
Bhagwaan chahe naraz ho jaye par mera pyaar mujhse naraz nahi hona chahiye
Bhagwaan chahe naraz ho jaye par mera pyaar mujhse naraz nahi hona chahiye
Fida (Geetkaar) ishq wala dhaaga kabhi nahi tutna chahiye
Ho Oh Dori Ishq Wali Fida Kabhi Toote Na
Fida Kabhi Toote Na
Fida, ishq wala dhaaga kabhi nahi tutna chahiye
Fida, kabhi nahi tutna chahiye
Meri Kashti Ko Dega Wo Kinara
Meri Kashti Ko Dega Wo Kinara
Meri naav ko voh hi kinara dega
Meri naav ko voh hi kinara dega
Yaar Vicho Rab Disseya
Oh Rab Disseya
Yaar Vicho Rab Disseya
Mujhe mere pyaar mein bhagwaan nazar aya
Bhagwaan nazar aya
Mujhe mere pyaar mein bhagwaan nazar aya