Baarish Ki Jaaye – Lyrics Meaning in Hindi – B Praak
Baarish Ki Jaaye – Lyrics Meaning in Hindi – B Praak
Gayak: B Praak
Sangeetkaar: B Praak
Geetkaar: Jaani
Yeh Suraj Se Bhi Keh Do
Ke Apni Aag Bujha Ke Kare
Yeh Suraj Se Bhi Keh Do
Ke Apni Aag Bujha Ke Kare
Yeh baat sooraj se bhi bol do
Ki apni aag ko bhuja kar kare
Yeh baat sooraj se bhi bol do
Ki apni aag ko bhuja kar kare
Agar Usse Baatein Karni Hai
Toh Phir Nazar Jhuka Ke Kare
Toh Phir Nazar Jhuka Ke Kare
Agar usse baatein karni hai
Toh fir apni nazar jhuka kar kare
Toh fir apni nazar jhuka kar kare
Taare Uske Hath Mein Hone Hi Chahiye
Jugnu Uske Sath Mein Sone Hi Chahiye
Oh khushbuon Se Uski Sifarish Ki Jaaye
Oh khushbuon Se Uski Sifarish Ki Jaaye
Sifarish Ki Jaaye
Taare uske hathon main hone hi chahiye
Jugnu uske sath main shone hi chahiye
Khushboon se bhi uski sifarish ki jaani chahiye
Khushboon se bhi uski sifarish ki jaani chahiye
Sifarish ki jaani chahiye
Aye Khuda Tu Bol De Tere Baadalon Ko
Aye Khuda Tu Bol De Tere Baadalon Ko
Mera Yaar Hass Raha Hai Baarish Ki Jaaye
Yaar Hass Raha Hai Baarish Ki Jaaye
Hey baghwaan tu keh de apne baadalon ko
Hey baghwaan tu keh de apne baadalon ko
Aaj mera dost hass raha hai toh baarish ki jaaye
Dost hass raha hai toh baarish ki jaaye
Yeh Suraj Se Bhi Keh Do
Ke Apni Aag Bujha Ke Kare
Agar Usse Baatein Hain Karni
Toh Nazrein Jhuka Ke Kare
Yeh baat sooraj se bhi bol do
Ki apni aag ko bhuja kar kare
Agar usse baatein karni hai
Toh fir apni nazar jhuka kar kare
Ho Yeh Suraj Se Bhi Keh Do
Apni Aag Bujha Ke Kare
Agar Usse Baatein Karni Hain
Toh Nazrein Jhuka Ke Kare
Yeh baat sooraj se bhi bol do
Ki apni aag ko bhuja kar kare
Agar usse baatein karni hai
Toh fir apni nazar jhuka kar kare
Mohabbat Jaani Ki Poori Khwahish Ki Jaaye
Mohabbat Jaani Ki Poori Khwahish Ki Jaaye
Khwahish Ki Jaaye
Voh mohobaat hai Jaani (Geetkaar) ki uski saari khwashiyen poori ki jaayein
Voh mohobaat hai Jaani ki uski saari khwashiyen poori ki jaayein
Khwashiyen poori ki jaayein
Aye Khuda Tu Bol De Tere Baadalon Ko
Aye Khuda Tu Bol De Tere Baadalon Ko
Mera Yaar Hass Raha Hai Baarish Ki Jaaye
Yaar Hass Raha Hai Baarish Ki Jaaye
Hey baghwaan tu keh de apne baadalon ko
Hey baghwaan tu keh de apne baadalon ko
Aaj mera dost hass raha hai toh baarish ki jaaye
Dost hass raha hai toh baarish ki jaaye
Haaye Aashiq Ho Jaane Mein
Kitna Waqt Lagta Hai
Rab Ke Ghar Mein Aane Mein
Kitna Waqt Lagta Hai
Aashiq banane maine
Kitna samay lagta hai
Bhagwaan ke ghar main aane ke liye
Kitna samay lagta hai
Dekha Usey Toh Yeh Maloom Hua
Ke Jannat Ko Paane Mein
Kitna Waqt Lagta Hai
Usse dekha toh yeh pata chala ki
Jannat ko paane ke liye
Kitna samay lagta hai
Yeh Zamana Jaane Na Kya Kara Sakti Hai
Oh Yaar Mere Ki Nazrein Hai
Dariya Dooba Sakti Hai
Yeh duniya nahi jaanti ki tu kya kar sakti hai
Yeh mere dost ki nazarein hai
Nadi bhi dooba sakti hai
Uska Bas Chale Toh Saara Dariya Pee Jaaye
Uska Bas Chale Toh Saara Dariya Pee Jaaye
Uska bass chale toh voh toh saari nadi hi pee jaaye
Uska bass chale toh voh toh saari nadi hi pee jaaye
Aye Khuda Aye Khuda
Aye Khuda Tu Bol De Tere Baadalon Ko
Mera Yaar Hass Raha Hai Baarish Ki Jaaye
Yaar Hass Raha Hai Baarish Ki Jaaye
Hey baghwaan, Hey baghwaan
Hey baghwaan tu keh de apne baadalon ko
Aaj mera dost hass raha hai toh baarish ki jaaye
Dost hass raha hai toh baarish ki jaaye
Aye Khuda Tu Bol De Tere Baadalon Ko
Mera Yaar Hass Raha Hai Barish Ki Jaye
Yaar Hass Raha Hai Baarish Ki Jaaye
Baarish Ki Jaaye
Hey baghwaan tu keh de apne baadalon ko
Hey baghwaan tu keh de apne baadalon ko
Aaj mera dost hass raha hai toh baarish ki jaaye
Dost hass raha hai toh baarish ki jaaye
Na Duniya Ke Liye Likhte
Na Mere Liye Likhte
Na Duniya Ke Liye Likhte
Na Mere Liye Likhte
Na duniya ke liye likhte hai
Aur na hi mere liye likhte hai
Na duniya ke liye likhte hai
Aur na hi mere liye likhte hai
Ha Ha-Haa
Ghalib Zinda Hote Toh Tere Liye Likhte
Ghalib Zinda Hote Toh Tere Liye Likhte
Tere Liye Likhte..
Ghalib (Mirza Ghalib, mashoor kavi) agar aaj zinda hote toh toh tere liye likhte
Ghalib agar aaj zinda hote toh toh tere liye likhte
Tere liye likhte