Abnormal – Lyrics Meaning in Hindi – Kaka
Gayak: Kaka
Sangeetkaar: Kaka
Geetkaar: Kaka
Jahan Bharosa Uthne lagta hai
Jahan Bharosa Uthne lagta hai
Wahan Dam bhi ghutne lagata hai
Jahan bharosa utna lag jata hai
Jahan bharosa utna lag jata hai
Waha dum bhi ghunte lag jata hai
Bahot Bharosa hai na tumhe apne Rab pe
Tumhe lagta hai Duwayen kubool hoti hai
Bahot Bharosa hai na tumhe apne Rab pe
Tumhe lagta hai Duwayen kubool hoti hai
Bahut bharosa hai aapko apne bhagwaan par
Aapko lagta hai ki aapki duayein qabool hoti hai
Bahut bharosa hai aapko apne bhagwaan par
Aapko lagta hai ki aapki duayein qabool hoti hai
To Dua Karo Ke abaad rahu mai
Tumhe Pata Chalega ki Duwayen Fizool hot hai
Aap dua karo ki main abaad rahu
Aapko pata chalega ki duayein fizool hoti hai
Tu hain Ta kyu Hai
Tu nahi hai Ta kyu nahi hai
Log kehnde tu sabkucch hai
Mainu Pata hai tu tu nahi hai
Aap ho toh kyun ho
Aap nahi ho toh kyun nahi ho
Log kehte hai ki aap sab kuch ho
Mujhe pata hai ki aap aap nahi ho
Mujhe Aise hi Rehne de tu
Itne Sawaal Na puccha Kar
Main thik Nahi hu Besahak
Tu meara haal Na Puccha kar
Mujhe aise hi rehne do aap
Itne sawaal mat pucha karo
Main theek nahi hu beshak
Aap mera haal mat pucha karo
Koi Apne Jaisa Massom Aur Nadaan Dhoond lo
Main Insan nahi hu Jao Insan dhoond lo
Mian Wo shisha jo mahez tere dekhne se toot gaya
Tum Apne PAnkh Bachaao Jao Asman Dhoond Lo
Koi apne jaisa Masoom aur naddan dhund lo
Main insaan nahi hu jao insann dhund lo
Main voh sheesha hu joh sirf aapke dekhne se hi tut gaya
Aap apne pankh bachhao jao asmaan dhund lo
Mere Har Taraf Kyu hai Mayoosi
Main Khud hi Koi Vinash hu kya
Mere Ird Gird Sb Ro Kyu Rahe hai
Main koi Lash hun Kya
Mere har taraf mayusi kyu hai
Main khud hi koi vinashak hu kya
Mere charo taraf sab ro kyu rahe hai
Main koi laash hu kya
Maseeha Bante Bante Tera Gunahgar Ban Gaya
Ab tu aisa kar mujhe shabasi dekar Maar de
Tere Ansuwon ko jamakar Khanjar ek banale tu
Us khanjar ko ahista se mere dil me utare
Maseeha bante bante aapka gunehgaar ban gaya
Ab aap aisa karo mujhe sahbaashi dekar maar do
Apne aansuon ko jama kar ek khanjar bana do aap
Fir ushi kanjar ko Dheere se mere dil me utar do
Main Fakeer Vi aa Main Badmash vi aa
Main Saad vi aa main ayyash vi aa
Main fakeer bhi hu aur ek badmaash bhi
Main sadhu bhi hu aur ek ayaash bhi
Mere dilch kalluni husna di
Main khud vi apna nash vi aa
Main luccha succha Jhutta sachha
main manto jaohn Main pash vi aa
Mere dil me husan ki bhuukh hai
Main khud hi apna naash bhi hu
Main luchha, sachha, jhoota, sachha
Main Manto, John aur Pash bhi hu
Maut meri Hone ko hai
Sath mere Maroge kya
Mere Hasne pe ro pade ho
Mian roya to karoge kya
Maut mere hone wali hai
Mere sath maroge kya
Mere hasne par ro padhe ho
Main roya to aap kya karoge
Likhan to phla sochhan wala
Haal bura lagda hai
Aaj Kal menu har eki hi
Sawal bura lagda hai
Likhane se phele sochne wala
Haal bura lagta hai
Aaj kal mujhe har ek
Sawaal bura lagta hai
Bs isiliye main haq kisida rakh nahi sakta
Kyuki mainu mere kol begonna maal bura lagda hai
Kucch ta change lage kake kucch to change dekh
Khidki kiwe banawa maine patal bura lagda hai
Bas isliye main kisika haq nahi rakh sakta
Kyunki mujhe mere paas begana maal mujhe bura lagta hai
Kuch toh achcha lage, Kaka (Lyricist), kuch toh achcha dekho
Kheedhki kaise banau main, mujhe patal bura lagta hai
Na Mkke ten a kashi te
Fir dil rukiya ayyashi te
Waqt ta Suraj Tal jande ne
Fal sabra de Gal Jande ne
Na makki par na hi kashi me
Dil fir rukka ayyashi par aa kar
Waaqt aur suraj dhal hi jata hai
Sabar ka fal gal hi jata hai
Behtar hai kachche hi khalo
Khli Ted da Jal jande ni
Achcha hai ki kachha hi khalo
Khali pet jal jata hai
Zada sochna thik ni hunda
Zada sochna thik ni hunda
Ayeva ta kam Tal jannde ne
Karne wala kam karn hi lenda hai
Zyada sochna theek nahi hota
Zyada sochna theek nahi hota
Aise toh kam tal jata hai
Kaam karne wala kar hi jata hai
Ma bin bhi kayi pal jande ni
Kakke tu intezaar kari na
Ka foos de sukkhan da
Balan chahe howan Gille
Koshish karan te balh janede ni
Maa ke bina bhi kuch pal jate hai
Kaka aap intezzar mat karna
Ghaas phoos ke sukhane ka
Aag wali lakadiyan chahe gilli ho
Koshish karne par bal hi jaati hai
Samjh ni Aundi manu Talash ki di aa
Ki Samjh ni Aundi manu Talash ki di aa
Mere dil vich payi hai ye lash ki di hai
Samjh me nahi aaraha mujhe kiski talash hai
Samjh me nahi aaraha mujhe kiski talash hai
Mere dil me padi hai yeh laash kis ki hai
Bhai kamal kariya usene
Hu ba hu pechan layi
Ikko geet sunke
Meri rooh pechan layi
Kamal kiya hai usne
Hu-b-hu pehnchan liya
Ek hi ganaa sun kar
Meri rooh ko pehchaan liya,
Afsos hai mujhe bs isi baat ka
Ki use nahi hai kisi baat ka
Afsos hai mujhe bas ishi baat kar
Ki use nahi hai kisi baat ka
Kamle pagal chhalle sidhre
Dar jande ni kade kade
Poore hoon to phla supne
Mar jande ni kade kade
Kamle, pagal, challe, sidhre
Dar jaate hai kabhi kabhi
Poore hone se pehle sapne
Mar jaate hai kabhi kabhi
Maine pata hai tanu badchalan da khitab miliya ae
Tenu aarzi pyaar vi be hisab miliya hai
Sadiya to tennu udeek raha main
Mere kabba te vich bi tera khaab miliya ae
Mujhe pata hai aapko badchalan ka khitaab mila hai
Aapko asthaayi pyaar bhi behisaab mila hai
Sadiyon se aapka intezaar kar raha hu
Mere sapnon me bhi aapka sapna mila hai
Maine apne warga karle ja mer wargi hoja tu
Tennu sutti payi na dekhna main
Meri godh vich sr rakh ke soja tu
Mujhe apne jaisa bana lo ya aap mere jaise ban jao
Aapko soh rahi ko maine dekhna hai
Meri godh me sar rakh kar so jao aap
Bas hor na soch mainu eek ijazat de
Mai tp mohabbat le mainenu ibadat de
Chad kahde teri adat te
Mainu jaan na de maine lipat ke ro
Mere naal ta khud vi pagal ho
Bas aur mat socho mujhe ek izzazt do
Mujhse mohobbat lo mujhe Ibaadat do
Chodh kar nasha aapki aadat ka
Mujhe jane mat do, mujhse lipat kar aap rona
Mere sath aap bhi pagal ho jao
Chal loka di nigah to door chaliye
Appa is jagah to doo chali
Tu gussa na kari a tere warga hai
Ayenu manzoor kar
Manu raahvich gulab miliya ae
Chalo logon ki nazar se door chale
Hum is jagah se door chale
Aap gussa mat karne yeh aapke jaisa hai
Isko Manzoor karo
Mujhe raaste se gulab mila hai
Maine pata hai tennu badchalan da khitab miliye aa
Tennu aarzi pyaar vi behissab miliya ae
Mujhe pata hai aapko badchalan ka khitaab mila hai
Aapko asthaayi pyaar bhi behisaab mila hai
Yun udaas na hua karo
Muskurate raha karo
Meri tadap ka mat socho
Mujhe thukrate raha karo
Yun udaas mat hua karo
Muskurate raha karo
Meri tadap ka mat socho
Mujhe thukrate raha karo
Ji Main ek gall dassan mera yakeen karengi tu ?
Mainnu Lagda hai meri zindigi haseen karengi tu
Meriyan khamiyan nu pyaar kar meri nakamiyan nu pyaar kar
Main taras raha hu tere liye meri na gumnamiya nu pyaar kar
Agar main ek baat batau kya aap yaakeen karogi
Mujhe lagta hai aap meri zindagi hasen karogi
Meri khamiyon ko pyaar karo, meri nakamiyon ko pyaar karo
Main taras raha hu aapke liye, meri gumnamiyon ko pyaar karo
Teri masoomiyat yaad hai tera rutbna nahi
Pehle sau baar socha fir ek martaba nahi
Tu mere dil vich dafan howayi
Main khud ek kabristan hoya
Aapki masoomiyat yaad hai aapka rutba nahi
Pehle sau baar socha fir ek baar bbhi nahi
Aap mere dil me dafan ho gayi ho
Main khud ek kabristan ho gaya hu
Main baitha yahi soch riha
Ki nafa ti ki nuksan hoya
Minu tu padiya menu tu smjhi
Tere mere te ehsaan hoya
Main baitha yeh hi soch raha hu
Ki kya nafa aur kya nuksan hua hai
Mujhe apne pada, mujhe apne samjha
Aapka mujh par yeh ehsaan hai
Jab smjh aayi ki tennu kho baitha
Main mere te hairaan hoya
Ki tenu bicchdan da maine dukh vi hai
Par yakeen kari menu khushi bhi hai
Jab samjh me aaya ki aapko kho baitha hu
Main khud par hairan hua hu
Aapse bichadne ka mujhe dukh bhi hai
Par yakeen karo mujhe khushi bhi hu
Tennu chddan da minu cha chdiye aye
Tetho chhudke main pareshan hoya
Tu mere dil wich dafan hoyi
Ki main khud ek kabristan hoya
Aapko chodhne ka mujhe chha Chadha hai
Aapse alag ho kar main pareshan hua hu
Aap mere dil me dafan ho gayi ho
Main khud ek kabristan ho gaya hu
Unj hora de main dil padta
Par khud ni kadde ni padh paya
Main uljhan aisi ban gaya ke
Fer kisine nu samjh aaya
Vaise main dussaro ke dil padta hu
Par khud ko kabhi padh nahi paya
Main aisi uljhan bana gaya
Ki koi bhi nahi samjh paya
Ek kise da koi dosh nahi
Par main bhi koi gunehgaar nahi
A duniya poori meri hai
Aur main koi duniyadaar nahi
Yeh kisi ka dosh nahi hai
Par main koi gunehgaar nahi hu
Yeh duniya poori meri hai
Par main koi gunehgaar nahi hu
Sach dassa da kade kade
Mere geet menu bure lagde ni
A dil thagdeya de lokka da
Log aa gal naal lagde ae
Sach bolu toh kabhi kabhi
Mujhe apne gaane bure lagte hai
Yeh dil thakkte hai logo ka
Aur log aakar gale lagte hai
Wo log aunde ni khud chalke
Ehsan ni koi karna chaunde ni
O mere layi meri garden wich
Koi sidar taar na chaunde ni
Voh log khud chal kara ate hai
Mujh par koi ehsaan karna chahate hai
Voh mere liye meri gardan me
Koi zanjeer dalna chahate hai
Ek kalakari badi saukkhi hai
Duniya dari aukhi hai
Na mau adi smjh aundi
Na pehla di kadi aayi hai
Bas aise karke meri mere gitta naal ladayi hai
Kalakaari bahut asaan hai
Duniya dari mushkil hai
Na mujhe iski samjh aati hai
Aur na pehle kabhi aayi hai
Bas ishi wajah se meri mere gaano se ladayi hai
Tera khat padhta hum agar koi jawab nah deta mai
Tujhe meri mohabbat ka khitab nahi detta main
Soniye ankkha soniye boll zulfan jism jawani
Shareya main kalla luccha, duniya gupt diwani
Aapka khat padhta hu par koi jawab nahi deta hu
Aapko meri mohobaat ka khitaab nahi deta hu main
Sundar aankhein sundar honth, zulfe, jism, jawani
Shareaam main luchha, duniya gupt deewani hai
Naa kisi ke jiasa hu
Na koi mere jhaisa hai
Ma ach*ye duniya dari
Sabse upar paisa hai
Na main kisi ke jaisa hu
Na koi mere jaisa hai
Ma*******r hai duniya sari
Sabse upar paisa hai
Ek kayamat ke samne
Hosla kake buland aa gay ahu main
Mere ird gird ghoomne lagi hai saj sawar kar
Shayd maut ko pasand aa gay hu main
Ek qayamt ke samne
Honsla buland kar ke aagaya hu main
Mere charo aur ghumne lag gayi hai shaj sawar kar
Shayad maut ko main pasand aa gaya hu
Aur ye ek mar chuke insan ko zind karenge
Mujhe tere sawal Sharminda karenge
Aur yeh ek mar chukke insan ko zinda karenge
Mujhe aapke sawal sharminda karenge
Main abaad nahi hona chahta
Main abaad nahi hona chahta
Mujhe saher dar shaher barbad karde
Pyaar ka pinjra Tod de yaara
Mere dil ka parida azazad karde
Main aabad nahi hona chahata
Main aabad nahi hona chahata
Mujhe sheher-b-sheher barbaad kar do
Pyaar ke pinjre ko tod do, mere dost
Mere dil ke parinde ko azaad kar do
Mian kaid me aur nahi reh sakta
Koi aur hi saza suna de tu
Koi aur insan ban kar mille
Koi nayi kahani banade tu
Main kaid me aur nahi reh sakta
Koi aur saza suna do aap
Koi aur insan ban kar mille
Koi nayi kahani bana do aap
Mere dimag ki nas nas thak gayi hai
Bas ab faisla na mere khilaf karna
Tere dil ke sath na insafi hai
Meri fitrat ke sath insaaf karna
Mere dimaag ki har nas thak gayi hai
Bas ab faisla mat mere khilaf karna
Aapke dil ke sath nainsafi hai
Meri fitrat ke sath Insaf karna
Main ek jagah nahi reh sakta
Mujhe maaf karna
Mujhe maaf karna
Main ek jagah nahi reh sakta
Mujhe maaf karna
Mujhe maaf karna
Galat waqt par pathar fek gaye ho dil ki jheel me
Dil me keel lagi to lagi yaar zaher lag tha keel me
Kisi ne sukoon chheena kisi ne junoon
Kisi ke hath main laga kisi ke mere khoon
Galat waqt par pathar fenk gaye ho dil ke jheel me
Dil me keel lagi toh lagi, mere dost, par keel par zeher laga tha
Kisi ne mera sukoon chheen liya, kisi se junoon
Kisi ke hath main aya, kisi ke hath mera khoon
Kidhar gaya mere dil se tere khayal
Yahi kahi hona chahiye tha
Tum mujhme kya dhoond rahi ho
Main wo hu jo nahi hiona chahiye tha
Kaha gaya mere dil se aapka khayal
Yahi kahi hona chahiye tha
Aap mujh me kya dhund rahi ho
Main voh hu joh mujhe nahi hona chahiye tha
Ikko sawal hai mera
Ikko sawal thi hai
Mera tu pucch na
Tera haal thik hai ..
Ek sawal hai mera
Ek sawal theek hai
Mera aap puchho mat
Aapka haal theek hai…