Jogiya – Lyrics Meaning in Hindi – Prabh Gill
Gayak: Prabh Gill
Sangeetkaar: Desi Routz
Geetkaar: Maninder Kailey
Sapno Ki Udaane Bhar Ke Aa Gya
Dil Apna Tu Behla Ke Aa Gya
Sapno Ki Udaane Bhar Ke Aa Gya
Dil Apna Tu Behla Ke Aa Gya
Sapno ki udaan bhar kar aa gaya
Dil apna aap behla kar aa gaye
Sapno ki udaan bhar kar aa gaya
Dil apna aap behla kar aa gaye
Ik Dhokhe Mein Guzari Zindagi
Koi Mila Na Jo Tera Apna Ho
Ek dhoke me guzar di poori zindagi
Koi nahi mila joh aapka apna ho
Ve Jogiya Jag Mil Gya
Ta Ki Kerega Ta Ki Karega
Ve Jogiya Sab Mil Gya
Ta Ki Kerega Ta Ki Karega
Oh jogiya aagar duniya mil gayi
Toh kya karoge, toh kya karoge
Oh jogiya aagar sab mil gaya
Toh kya karoge, toh kya karoge
Daulat Barasne Pe Khud Se Tu Puchiyo
Barish Ki Boondon Jaisi Milti Khushi Kya
Pehne Makhota Kyu Bulleya Zamane Mein
Nikli Kabhi Hai Tere Dil Se Hansi Kya
Daulat barasne par aap khud se puchna
Baarish ki boondon jaisi Khushi milti hai kya
Kyon mokhata pehne kar, bulleya, zamaane me
Kabhi aapke dil se hassi nikali hai kya
Imaarton Se Ucha Ban Gya
Par Khud Ko Piche Chod Chala
Imaarton se bada ban gaye ho
Par khud ko peeche chodh chale ho
Ve Jogiya Jag Mil Gya
Ta Ki Kerega Ta Ki Karega
Ve Jogiya Sab Mil Gya
Ta Ki Kerega Ta Ki Karega
Oh jogiya aagar duniya mil gayi
Toh kya karoge, toh kya karoge
Oh jogiya aagar sab mil gaya
Toh kya karoge, toh kya karoge
Tinka Tinka Joda Hai Jo Udd Hi Jaega
Boega Tu Jo Bhi Sajna Woh Hi Payega
Koshish Kariyo Teri Wajah Se Muskuraye Koyi
Tab Samajhna Jag Mein Bandeya Teri Kamai Hoyi
Tinka tinka joh joda hai voh udd hi jayega
Joh aap boyoge, ladke voh bhi paaoge
Koshish karna ki aapki wajha se koi musuraye
Tab samjh lena ki duniya me aapne kuch kamaya hai
Dil Se Karega Jo Tu Shayri
Kaile Chuyega Tabhi Aasmaan
Agar aap dil se shayari karoge
Tabhi Kailey (Geetkaar) aap asmaan chu paoge
Ve Jogiya Jag Mil Gya
Ta Ki Kerega Ta Ki Karega
Ve Jogiya Sab Mil Gya
Ta Ki Kerega Ta Ki Karega
Oh jogiya aagar duniya mil gayi
Toh kya karoge, toh kya karoge
Oh jogiya aagar sab mil gaya
Toh kya karoge, toh kya karoge